Mutton tips | Tricks| AG | Food Recipes| Tricks



  • Mutton masala ko tasty banane ke liye jab mutton ready hone lage tab usme ek spoon tandoori chicken masala dalein, mutton masala tasty lagega.
  • Mutton ko pakate time pehle ek seeti de den. Phir uske baad masalon ko acchi tarah se bhunen.
  • Mutton agar bach jaye to, usko new style dene ke liye, sarson ke tel ya refined oil mein thodi si pyaaz ko halki gulabi tal ke usme mutton dalen aur mutton ko acche se mash kar le aur hari mirch ko baareek kat kar dalen, bhuna hua mutton bahut tasty lagta hai. 
  • Isko aap roti, paratha aur chaval ke saath kha sakte hain. 
  • Mutton masala ki recipe jaanne ke liye yahan click karen.




Comments

Popular posts from this blog

рдХрд╣ाрдиी рдпाрдж рдЖрддी рд╣ै | Best Poetry | Story

Dal Fry | рджाрд▓ рдл्рд░ाрдИ | AG | Dal Fry Recipe

рд╢ाрдж рдЕрдм्рдмाрд╕ी (рдПрдХ рд╢рдЦ्рд╕िрдпрдд) рднाрдЧ 2